sandhya1

Dharti Par Hai Bhagwan,
Pyare Sai Sadhram.

Jise Dekhkar Chehre Par Aati Hai Muskaan,
Hai Ve Hamare Sai Sadhram.

Kadam Unke Jab Kisee Ujde Hue Maidan Ko Karte Hain Sparsh,
Aa Jati Hai Bahar Va Milta Hai Harsh.

Sir Par Hamare Jab Rakhte Hain Ve Hath,
Lagta Hai Sara Jahan Hai Apne Saath.

Pujya Devri Sahib Mein Hain Ve Rehte,
Prasann Hota Hai Mann Itna Ki Pag Nahin Lowtate.

Din Ki Shuruwat Jab Ho Unke Hath!
Ab Dukh Kya Rahega Hamare Saath?

Sacho Satram.

sandhya2